Ehsan

                             

Urdu Stories


Ehsan


Ali or akbar dono achy dost thy.ali bhut neek bacha tha.wo gareeboon or mazoron ki madad karta thaor eik gareeb garhany say taluk rakhta tha.jab ke Akbar apne waldain ka aklota beta hay.maan baap ke pyar ne ise beggar diya tha.woh garibon ka mazak urata tha. Ali issy hamesha nasehat karta ky dosron ki madad karni chahy or gareebon ki.na k un ka mazak urana chahy.wo bhi hamari tarah insan hein.lakin akbar per in sub baton ka koi asar na hota.akbar k waldain bhi is sy tang a chuky thy wo bi kia karty yeh un ka iklota beeta jot ha.akbar k ghar k kareeb eik choota sa bag tha.eik din akbar apna gulail ly kar issi bagh mein gya shikar k liye.wo bagh mein parindy dekh raha tha k achanak ussy sanp ne cata,us sky pawon mein itna dard howa k woo behosh ho gya.kareeb hi eik dehati guzar rha tha uss ne akbar ko dekha ussy utha kar ghar ly gayauss ky pawoon per duaie lgie or us sky waldain ko khabar ki uss kay maa bap ali ko ly kar uss dehati k ghar gy.
Akbar dard ki wajha say roo raha thaphir ali ne akbar sy kaha aj agar dehati na hota tu tum zinda nab ach paty.aaj iss gareeb ne tumhari jan bchaie hay.
Akbar bhut sharminda howa ali sy mafi mangi or wadha kia ky woo gareebon ka mazak nhi uray gaor na un ko kabhi tang kary ga.


writen by 

Iqbal

Comments

Popular posts from this blog

The power of forgiveness

The teen who saved his South

THE BLACKBERRY PARTY