Posts

°*”˜˜”*°•.¸★★¸.•°*”˜˜”*° (¸.•´ (¸.•´ .•´ ¸¸.•¨¯`• ∩ │◥███◣ ╱◥███◣ ╱◥◣ ◥████◣▓∩▓│∩ ║ │╱◥█◣║∩∩∩ ║◥█▓ ▓█◣ ││∩│ ▓ ║∩田│║▓ ▓ ▓∩ ║ Gℴℴđ ๓ℴřŋîŋg ƒřŋđʑʑʑ °*”˜˜”*°•.¸★★¸.•°*”˜˜”*° ╚═►GOOD ╚═► NIGHT ╚═► MY ╚═► SWEET ╚═► FRIND

Good night cute SMS

*********(¨`·.·´¨)**********   *****(¨`·.·´¨).¸.(¨`·.·´¨)***** *(¨`·.·´`·. ¸.·´***`·.¸.·´`·.·´¨)* `·.¸.·´*!-^GOOD NIGHT^-!*`·.¸.·´ ******(¨`·.·´¨) (¨`·.·´¨)****** *******`·.¸(¨`·.·´¨)..·´******* ****forever *`·.¸.·´*forever**** Star boo ks store
               Urdu (Hindi) Stories Chaand aur Suraj Bohot arsa hoa kisi mulk par akash nami badshah hakumat karta tha.is ke do bete the.aik ka naam chaand tha or dosre ka naam suraj.chaand bohot achy iklaq ka malik tha.har aik se adab se pesh ata tha.magar suraaj bohot badikhlaq or gusse wala tha.kisi se sedhe munh baat na karta tha.har waqt larta jhaqarta tha.jab akaash badshah buhra hoa to who har waqt is fikkar main rehta ke dono beon main se kis ko apni jagha de.wese bi dono bhai jorwan the.na koi bara than a koi chota tha.is ki samaj main kuch na aya to is ne apne wazeer se mashwara liya. Wazeer bohot naik or akalmand tha,is ne badshah ko jawab diya ke jahan pana!app esa karein,dono shahzadon ka mukabla karwaien ,in main se jo bi koi bara kaam kar ke dekhay apni jagha ise de dain. Badshah ko wazeer ki baat achi lagi,chunachy badshah ne apne dono beton ko bula...

Akalmandi – Urdu Kahani

       Akalmandi – Urdu Kahani Eik gawoon mein eik lakar hara rahta tha.woo bhut gareeb tha.rozana jungle say lakrian kaat kar lata tha.or un ko shair ja kar bechata tha.iss say issy bhut mamuli raqam milti thi.jiss say iss ka guzara bhut mushkil say hota tha.lakar hary ki khwahish thi ki wo ameer ho jay.iss ki bivi ki khawahish thi k is ski ulad ho.iss ki maa kuon kay nabena thi or woo chati thi k is ski binai wapis a jay.eik din lakar hara dariya k kinary lakrian kat raha tha.k dariya say eik pari nikali.iss ne lakar hary say kah”mein tumhari eik khawahish puri kar sakti hoon”lakar hary ne kaha mujhy sochny ka eik moqa do.woo ghar wapis aya or apni bivi say pocha kay wo kiya mangy..iss ki bivi ne kaha k woo ulad mangy”tum pari say kaho meri binai wapis a jay”jub kay is ski apni khawahish thi k woo ameer ho jay.wo lakar hara sari raat iss bary mein sochta rha.kabhi woo sochta k ...

Urdu Stories Akalmand Ghulam

                   Urdu Stories Akalmand Ghulam Hakeem luqman apny zamany k bhut dana hakeem thy.woo ameer admi k ghulam thy.ameer admi rozana apny ghulamoon ko bagh mein mevy chunnany bheejta tha.luqman bhi in ghulamoo k sath bagh mein mevy chunanay jata tha.luqman k sathi ghulam jo mevy jama karty thy.in mein sy adhy khud kha jaty thy.eik bar ameer admi ko pata chal gaya,uss ne pocha”yeh rozana mevy kuon kha jata hay?sach sach btaoo tum mein say beimani kuon karta hay?ghulamon ne kaha;malik hum begunah hein.mevy luqman khata hay”woo maeer admi luqman per khafa howa or sakhti k sath peish aya.luqman ne kaha”ay maalik!men janta hoon k Allah beiman ko maaf nhi karta mein apni safai mein sirf itna kahoon ga k sub ka imtehan liya jay.ameer admi ne kaha”woo kaisy?imtehan kiss tarah liya jay?hakeem luqman ne kaha.iss ka tareqa kar yeh hay sub ko garm pani pilaya jay ohir eik j...

Cheeunti aur Jhingar

                   Urdu Stories Cheeunti aur Jhingar Purane zamane ki baat hay ke kisi jangle main ek cheeunti or ek jhingar rehte the. Aik din jhingar ne cheeunti se kaha.behen cheeunti, Adab…..adab!aao bhai jhingar kese ana hoa?Behan tum dekh rehi ho ke sardi ka mosam hay, kai roz se barish ho rehi hay, ghar main khane ko kuch nahi hay, bohot dino se bhooka hun, tum ne meri parosan ho kar bi khabar na li! Tumhare ghar main bohot anaaj hay, is main se kuch anaaj udhar de do, garmion ka mosam aate hi tumhara anaaj wapis kar dun ga! Magar tum garmi ke mosam main kya karte rehte ho? Main koi bheek nahi mang raha hun,udhar mang raha hun, agar tum ne mujhe udhar na diya to main mar jaon ga! Suno jhingar bhai!mera yeh tareeka hay main na udhar deti hun or na leti hun.jhingar…..meri adaat hay,ke jab mosan acha hota hay main mosam ka lutff uthata hun,gana gata hun,ochalta qoodta reta hun o...

Urdu Storie Disti Ka Phal

                    Urdu Stories Dosti Ka Phal Kissi jungal mein eik kabootar or eik kabootari raha karty thy.eik bary sy darakht per un ka ghunsala tha.in mein dono aman chain ki zindagi basar kar rahy thy.jub kabootari ne ghunsaly mein andy diye tu ussy fikar lag gai ki ko uss kay andy khan a jay.iss pareshani ky bais iss ne kabootar sy kaha ky bura waqat bata kar nhi ata.hamara koi sathi hona chahy jo mushkil waqat mein hamary kam ay.kabootar ne kaha hamari bradri mein tu koi parinda nhi hy phir dost kahan sy laein?kabootari ne dosry janwaron ko dost banany ki tajveez rakhi.kabootari ki yeh baat kabootar ky dil ko rakhi. Kabootari ky kahny per kabootar gidhoon ky eik jory kay pass gaya jo pass ky eik darakh per rahta tha kabootar ne gidhoon sy baat ki jisy sun kar gidh ne khushi ka izhar kiya.phir kaha ky hamsay tu eik dosry ky dukh dard mein sharik hoty hein or eik dosry ka sahara ban...