20 sadi k humen sellers
( 20 sadi k humen sellers) by the name of Almighty Allah... I hope k aap sub ko yeh post passand ayegi .. aap sabnay apnay zindagi may buhut say kahani sunay hungay aur buhut say love stories perhay hungay ju apkay dil ko buhut passand aye hugi stories may kuch tu dastan hutay hain aur kuch serf ek khayali kahani ju ek writer apnay sooch k mutabik ek kahani bayan kerta hain pher ju dastaan main aaj apko bayan kerni wali hu voh tu na meri khayali kahani hain aur na kissi aur ki yeh ek true story hain ju kabhi kissi waqt yeh story kissi k zindagi k ek lamha tha yeh story ka harf ba harf mujhay yaad tu nahin pher ha ju sooch may meri baki hain voh main apko bayan kerna chahti hu tha k yeh story jis k saat haqiqat may hua tha voh aap b jaan sako jess insaan nay apna her lamha dard main guzara aur us dard may b apni ...